Tere Hontho Pe Apna Naam Chhod JaungaTere hontho pe apna naam chhod jaungaAankho me tere aansuo ka jaam chhod jaungaGar reh sko to rah lena khush is duniya meMain tere liye apni khushiyan tamaam chhod jaunga‘kasam' markar bhi jinda rahenga tuzhme hi kahiKbhi na dhalegi gamo ki aisi shaam chhod jaunga.
Likhu kuchh aaj ye waqt ka takaaza haiLikhu kuchh aaj ye waqt ka takaaza haiDil mein dard abhi taza haiGir padte hain aansu mere kagaz parLagta hai kalam mein syahi kam dard zyada hai..ii
Ansu Hote Nahi Bahane K LiyeAnsu hote nahi bahane k liye,Gum hote hai pi jane ke liye,Kabhi dil se mat sochna kisi ko pane ke liyeNahi to sari zindagi beet jayegi usko bhulane ke liye
kash woh nagme sunaye na hote aaj unko sunkar ye aansu aye na hote agar is tarhaKash woh nagme sunaye na hotAaj unko sunkar ye aansu aye na hotAgar is tarha bhool jana hi tha tItni geherai se dil main samaye na hote
O aansu dil mai girte hai wo ankho me nahi rehteO aansu dil mai girte hai wo ankho me nahi rehte...Bahut se harf aise hain jo lafzo mein nahi rehte...Kitabo mein likhe jate hai dunya bhar ke afsane...Magar jin mein hakikat ho kitabo me nahi rehte...
Toote hue DIL se kabhi Toote hue dil se kabhiFaryaad nahin karteAansuon ko baha karSawaal nahin karteJo kehna ho keh denaMagar yeh na kehna ke humAapko yaad nahin karte..